Wednesday, 28 December 2022

Saza di hai Muhabbat ne mujhe | Urdu Sad Poetry

 

Saza di hai Muhabbat ne mujhe | Urdu Sad Poetry

Sad Poetry in Urdu

پھر کسی یا د نے ہے رات بھر جگایا مجھ کو
کیا سزا دی ہے محبت نے خدایا مجھے کو

دن کو آرام ہے نہ رات کو چین کبھی
جانے کس خاک سے ہے قدرت نے بنایا مجھ کو

دکھ تو یہ ہے کہ زمانے میں ملے غیر سبھی
جو ملا ہے وہ ملا بن کر پرایا مجھ کو

جب کوئی بھی نہ رہا کا ندھا میرے رونے کو
گھر کی دیواروں نے سینے سے لگایا مجھ کو

اب تو امید اور وفا تم سے نہیں ہے کوئی
پھر چراغوں کی طرح کس نے جلایا مجھ کو


Urdu sad poetry in Roman Urdu

Phir kisi yad ne hai rat bhar jgaya mujh ko
kiya saza di hai Muhabbat ne khudaya mujh ko

Din ko aram hai na rat ko chayn kabhi
Jant kis khak se hai qudrat ne bnaya mujh ko

Dukh to ye hai ke zamany me mily gher sabhi
Jo mila hai, wo. mila ban kr praya mujh ko

Jab koi bhi na raha kandha mery rony ko
ghar ki dewaron ne seeny se lgaya mujh ko

Ab to umeed aur wafa tum se nahi hai koi
Phir chraghon ki trah kis ne jlaya mujh ko

Wo Pathar pighal bhi sakta tha | Urdu Sad Poetry

 

Wo Pathar pighal bhi sakta tha urdu sad poetry

Urdu sad poetry 

اُداسیوں کا یہ موسم بدل بھی سکتا تھا 

وہ چاہتا ، تو میرے ساتھ چل بھی سکتا تھا


وہ شخص تو نے جسے چھوڑنے میں جلدی کی

 تیرے مزاج کے سانچے میں ڈھل بھی سکتا تھا


وہ جلد باز! خفا ہو کے چل دیا، ورنہ 

تنازعات کا کچھ حل نکل بھی سکتا تھا


آنا نے ہاتھ اٹھانے نہیں دیا ، ورنہ 

میری دعا سے، وہ پتھر پکھل بھی سکتا تھا


تمام عمرترامنتظر رہا محسن

 یہ اور بات کہ ، رستہ بدل بھی سکتا تھا


Urdu Sad poetry in Roman English

Udasiyon ka ye mosam badal bhi sakta tha

Wo Chahta, to mery sath chal bhi sakta tha


Wo Shakhs, Tuny jisay chorny me jaldi ki

Tery mizaj ke sanchay me dhal bhi sakta tha


Wo Jaldbaz, khafa ho ke chal diya, Warna

Tanazat ka kuch hal nikal bhi sakta tha


Anaa ne hath uthany nhe diya, Warna

Meri Dua se, Wo pathar pighal bhi sakta tha


Tamam Umr, Tera muntazir raha "Mohsin"

Ye aur bat hai ke, Rasta badal bhi sakta tha. 

Thursday, 9 March 2017

Zulm itna naa kr urdu sad poetry



Ftpoetries

Zulm itnaa na kr k log kahen tujhe Dushman mera
Hamne Zamany ko Tujhe apni Jaan bta rakha hai

Saturday, 19 November 2016

Beautiful Ankhen romantic urdu poetry


FTpoetries

Daraz Palken..Wisal Ankhen
Musavvri ka..Kamal ankhen
Shrab Rab ne Haram rakhdi
To phir Q rakhin Halal Ankhen
Hazaron unse Qatal hue
Khuda k bandy Sanbhal Ankhen

Sunday, 14 August 2016

Celebrating Independence day of Pakistan

Celebrating Independence day of Pakistan

FTpoetries

Iss Parcham ke Say taly.. Ham ek hain.. ham ek hain
Sanjhi apni khushyan...   Ham ek hain.. ham ek hain

Sunday, 7 August 2016

Muhabbat ek khata urdu sad ghazal

Muhabbat ek khata urdu sad ghazal

FTpoetries

Muhabbat hamne ki jo ik khata ho gai
ki Wafa aur zindagi saza ho gai

Wafa krty rahy ham ibadton ki trah
Phir Muhabbat khud ik Gunah hogai

Kitna suhana tha safr jab sath thy ham
Phir kiya hua Q manzil juda ho gai

Koi Chahat,Koi Hasrat, Koi Ummeed nhe rahi
Wo Gaya to lga k dunya fanah si ho gai

Ye dua hai k tu jisy chahy wohi mily
Ham se to hamari he muhabbat Juda hogai
(Ended with Tears...It's a request please Laut aao.. am waiting!!!)

Thursday, 4 August 2016

Wo mujhe bhol gaya urdu sad poetry

Wo mujhe bhol gaya urdu sad poetry

FTpoetries

Kia Zikr kron uski bewafaii ka
isky aagy likhna he bhol baya hon k,
wo mujhe chhor kr bhool chuka hai
(Bas sab khatam (T_T)

Urdu best sad ghazal urdu sad poetry


Nazar nazar ka farq hai urdu poetry

Nazar nazar ka farq hai urdu poetry

FTpoetries

Nazar Nazar ka farq hai husn ka nhe
Mehboob jis ka bhi ho,  Jesa bhi ho, Be-Misaal hota hai

Saturday, 30 July 2016

Zindagi main wo jo lamha tha sanwarny wala urdu poetry

Zindagi main wo jo lamha tha sanwarny wala urdu poetry

Ftpoetries

Uss ko bhi ham tery koochy main guzaar aay
Zindagi main wo lamha tha, Sanwarny wala

Pages