FTpoetries is a blog provide you best urdu poetries,sad poetries,romantic poetries and all poetries related to months, and special occasions.
Saturday, 19 November 2016
Sunday, 14 August 2016
Celebrating Independence day of Pakistan

FTpoetries
Iss Parcham ke Say taly.. Ham ek hain.. ham ek hain
Sanjhi apni khushyan... Ham ek hain.. ham ek hain
Sunday, 7 August 2016
Muhabbat ek khata urdu sad ghazal

FTpoetries
Muhabbat hamne ki jo ik khata ho gai
ki Wafa aur zindagi saza ho gai
Wafa krty rahy ham ibadton ki trah
Phir Muhabbat khud ik Gunah hogai
Kitna suhana tha safr jab sath thy ham
Phir kiya hua Q manzil juda ho gai
Koi Chahat,Koi Hasrat, Koi Ummeed nhe rahi
Wo Gaya to lga k dunya fanah si ho gai
Ye dua hai k tu jisy chahy wohi mily
Ham se to hamari he muhabbat Juda hogai
(Ended with Tears...It's a request please Laut aao.. am waiting!!!)
Thursday, 4 August 2016
Wo mujhe bhol gaya urdu sad poetry

FTpoetries
Kia Zikr kron uski bewafaii ka
isky aagy likhna he bhol baya hon k,
wo mujhe chhor kr bhool chuka hai
(Bas sab khatam (T_T)
Nazar nazar ka farq hai urdu poetry
FTpoetries
Nazar Nazar ka farq hai husn ka nhe
Mehboob jis ka bhi ho, Jesa bhi ho, Be-Misaal hota hai
Saturday, 30 July 2016
Sunday, 24 July 2016
Tanha Chor gay aakhir Best Urdu sad Ghazal

FTpoetries
Zindagi ki rahon main tum bhi chor gay aakhir
Baray hamdard banty thy mera dil torr gay aakhir
Tum pe to baray maan thay meri umeedon ko
ab kis se gila karon tum he munh morr gay aakhir
Log to chlo log thy unhon ne jo kiya so kiya
Bhri dunya main aaj, tum bhi tanha chhor gay aakhir
Baray maan se se kehty thy k tum jaan ho meri tum bin ji na sakonga
Aaj dunya bhi wohi, main bhi wohi aur tum naata torr gay aakhir
Saturday, 23 July 2016
Ahmad Faraz urdu sad ghazal Aaj usay sab ka Muqaddar kardy

ftpoetries
Aye Khuda!!! Aaj usay sab ka Muqaddar kardy
Wo Muhabbat ke jo insaan ko Peyambar kardy
Saanihy wo thy ke Pathra gain ankhen meri
Zakhm Ye hain to mery dil ko bhi Pathar kardy
Sirf Ansoun he agar dast-e- karam dety hain
To meri ujri hui ankhon ko Samandar kardy
Mujh ko saqi se gila ho, Na tunk Bakhshi ka
Zehr bhi dy to mery jaam ko bhar bhar ke dy
Shouq andeshoon se Pagal hua jata hai "Faraz"
Kaash!! Ye khana kharabi mujhe be Darr kardy
Subscribe to:
Posts (Atom)